We are busy.No time for inQlab.
To Pher inQlab kon laiy ga.Aiy mein Batata hun.kamran khan,Haronurasheed,Jawed Chohdri,Hamed Mir,Dr.Shahid Masod, kashif Abbasi,Talat Hussain,Nazeer Naji,Nadeem Malik,and many more of them.ye hain awam k humdard.ab bhala kia Pakistan es kabil haiy k en lajawab logo ka bojh utha sakay.Pakistan mein inQlab aa he nahi sakta bekoz Hum apnay Maksad se he Mukhlis nahi.Pakistan bana tha islam k liay.hoa kia k abhi tak hamara ain he Majria acts 1935 pr haiy.Hamari ghuti mein reshwat haiy.Short kat lagana hamara shaiwa haiy.Dosro ko tang krna hamari hobby haiy.Serf apni Zaat ko bachana he our aim iz life.Aor to aor hamaray siyasatdan jo jitna bara haiy wo otna he bara Qomi Mujrem haiy.oper sab aik hain.aik bhai aik parti mein dosra dosri parti mein aik na aik parti tu hakomat mein ati haiy na.inQlab wahaa ata haiy jahaa loog Sochtay hain inQlab wahaa ata haiy jahaa leader apnay Mulk k baray mein sochtay hain inQlab wahaa ata haiy jahaa Zulam ho Army khud apnay logo ko maray inQlab wahaa ata haiy jahaa loog mahfooz na hun inQlab wahaa ata haiy jahaa izaat bachana mushkil ho tu kia ye sab yahaa haiy tu Sochiay........................ G haan ,per aik cheez ke kami haiy wo haiy Jazba murda zehn Zinda lashain bhala kia inQlab lain gay.Bas sochoo k Hamara pakistan en Galeez kerdaroo se kaisay Bach paiy ga.jo Mujrem bhi Hain aor hamaray Badsha bhi.....................................Hum Zinda Qom Hain ...............Yes
Bekoz Hum Saaaaaans bhi tu lay rahay Hain .
No comments:
Post a Comment